Dahua XVR1B08-I/T 8 Channel Two Way Talk
Original price was: ₨14,500.00.₨13,500.00Current price is: ₨13,500.00.Dahua XVR1B08-I/T 8 Channel 1080p WizSense XVR aap ke CCTV system ke liye ek advanced aur smart 8-Channel DVR hai. Iss mein Two-Way Talk Support, WizSense AI SMD Plus (Smart Motion Detection) shamil hai jo insaan aur gariyon ko pehchan kar false alarms ko rokti hai. Yeh Pentabrid Technology ke sath HDCVI, AHD, TVI, CVBS, aur IP cameras ko support karta hai. High-efficiency H.265+ Video Compression aur Audio over Coaxial Cable ke sath reliable 24/7 security recording status hasil karein!

